Re: Timepass
![]()
Re: Timepass
![]()
Re: Timepass
ahista bolo meray kaan ke parday phat jaayein gay
Re: Timepass
ahista bolo meray kaan ke parday phat jaayein gay
Really? mera nahi khayal :)
Re: Timepass
Lagta hey aap to headphone ki talaash meiN nikal gai heiN ![]()
Re: Timepass
![]()
Re: Timepass
Jeeti rahiye :)
Re: Timepass
MeiN ney to socha aaj sab khawaateen shopping pe gai heiN ![]()
Re: Timepass
aray wah aaj to baray baray log nazar aa rahay hain TP main ![]()
main ne jana tha but guests aa gaye is liye nai ja saki ![]()
Re: Timepass
aray wah aaj to baray baray log nazar aa rahay hain TP main
Ji...wo to meiN deikh hi raha hooN :@:
Re: Timepass
acha jee. ap ke mizaaj kese hain :)
Re: Timepass
achey nahi heiN…bilkul bhi… agar aaj ki taareekh meiN kisi bhi Pakistani ke mizaaj achey heiN, to usey apney pakistani hone pe phir sey ghor karna chahiye ![]()
Re: Timepass
haan ye to theek kaha ap ne ![]()
main to khud boht pareshan hon ![]()
Re: Timepass
haan ye to theek kaha ap ne main to khud boht pareshan hon
Kheir chorrye...aap ko mazeed kya parehsaan karna :(
Re: Timepass
aur nai to kia…pareshan honay se kia hoga …
chahiye???
Re: Timepass
chahiye????
Pi raha hooN :)
Re: Timepass
Log request pe bhi kaan nahi dhartey...kamaal hey :(
Re: Timepass
aati jaati rahti hoon ![]()
Re: Timepass
I guess aati kam aur jaati ziaada rehti heiN aap ![]()
by the way…mitthaai aur fireworks ka intizaam kar leiN..you are about to receive “eid ka chaand” in TP ![]()
Re: Timepass
no lift???..
… hum nahi khiltey :pcg: