Re: Timepass
iss say eik joke yaad ayya:
Eik banda jannat mein gaya toh shehd kee nehar say shehd piya toh woh gurr nikla aur jub doodh kee nehar say doodh piya toh powder wala doodh tha. Banda barra pareshaan howa, uss ney socha kay Allah nay toh wadda kiya that kay khalis doodh aur shehd kee nehrain hongee. Itnay mein wahan say eik farishta guzar raha tha uss aadmi nay farishtay say poocha kay yeh majra kya hai. Farishat bola dono nehrein khalis theein lekin pichlay saal Allah nay inn ka theka Pakistanion koh dey diya tha. ![]()