Timepass

Re: Timepass

meri jan ya to ap bohat science daan hain ya main panchvin fail,jo abhi b samajh nai ai :frowning:

Re: Timepass

to vahan apki hone chaheay thi
ap say kis nay kaha tha es waqt anay ko:hehe: :hehe: ab jan chura rahy hyn

Re: Timepass

oh to jo aj badaam jitna khaya wo ap ka sir tha :omg:

Re: Timepass

kya???nazmain ya parjaian :omg:

Re: Timepass

:smack2: ap hamasha:omg: use karte ho lykn jb ap nay HONSLA likha to:omg: nahi dala bus yay kah rahi thi k ap q bhul gae ,ap nay maray dimgh ki lassi bna di

Re: Timepass

barre chalak ho T.B.H main entry dalwane ki koshish ki,khud kush hamla awar :smilestar:

Re: Timepass

salaam...bhook lagii hai...koi chai hii pilaa deve Allah ke naam pe :)

Re: Timepass

aj to AMAL g ak pachta rahy hongay

Re: Timepass

oh sorry lassi ban gai chalain ab isay bahar phenk dain,mujhe zara nai achi lagti :omg:

Re: Timepass

ham hia tandur khola hua hi ya dhabay valay lagay apko:khums:

Re: Timepass

acha to aj Amal k sath g bhi ai hui hain…asslam-o-alakum “g” :cb:

Re: Timepass

nai ji…aap log to mashaa Allah apne apne ghar kii “BAALI” [daughters] haiN to baawarchii-Khaana to aapkii milikyat hai…ek cup mil jaaye to du’aa deNge :slight_smile:

Re: Timepass

nai bill to ap ko khudi dena parre ga :cb:

Re: Timepass

shazia dhayan say ,ghar ka safaya na hoo jae

Re: Timepass

nahi vo to ghar par hi hyn ,esi leay to on k dar say bhag k chalay gaey:hehe:
vapas ajaen apko kuch nahi kaha jaega

Re: Timepass

haN haN ji, kiuN nahiiN! kaun saa “bill” lengii? saaNp kaa bill yaa nevle kaa? :smiley:

Re: Timepass

haaaaaaaaaaaaaaaaw to paen ye kam b karte hain :eek: :omg:

Re: Timepass

bohat pakkay hain ye itni jaldi nai bhagte…halankay jis din neel parre hon ye phir b yahan hazri dena nai bhoolte :omg:

Re: Timepass

wah kya joke mara paen…kitnay din laga k tyar kia :smilestar:

Re: Timepass

yeh to fil-badeeh “Haqeeqat” thii :smiley: :cb: