Re: Timepass
Mutual understanding ![]()
Re: Timepass
Mutual understanding ![]()
Re: Timepass
to some extent …un ko to pata nai pata bhi hai ye baat ya nai:p
Re: Timepass
he is a good guy...always appreciate good poetry :)
Re: Timepass
i know…it means you admit my poetry is good…![]()
Re: Timepass
Shukriya Amal and Innocent Smile ...
Re: Timepass
aray ap aa gaye Arif bhai:cb:
Re: Timepass
*Baray mukhtasir se huroof mein koi ghehri baat suna gaya
Kisi khwaab sa koi shaks thaa jo sehar se pehle chala gaya
Humein aasmaan se gila nahe teri rehmatoon pe yaqeen hai
Jahaan zindagi ne shikast di kisi maujzay ne bacha liya
Kisi meharbaan ki duaon se yeh safar naseeb huwa mujhe
Jinhain rehbari ka ghuroor thaa unhain raastoon ne mitta diya
Sada hanstay rehne ka hausla teri aarzoo ne ata kiya
Bare ghehray zakhm thay waqt ne jinhain rafta rafta bhula diya
Teri dosti ki yeh paishkash bari dil-faraib lagi magar
Woh jo aitbaar ka wasf thaa kaheen dil se door chala gaya
Koi wakt thaa ke yeh naam bhi bara moat'bar thaa jahaan mein
Woh jo tere ishq ka daur thaa humein ba-kamaal bana gaya ...
*
Re: Timepass
*Baray mukhtasir se huroof mein koi ghehri baat suna gaya Kisi khwaab sa koi shaks thaa jo sehar se pehle chala gaya
Humein aasmaan se gila nahe teri rehmatoon pe yaqeen hai Jahaan zindagi ne shikast di kisi maujzay ne bacha liya
Kisi meharbaan ki duaon se yeh safar naseeb huwa mujhe Jinhain rehbari ka ghuroor thaa unhain raastoon ne mitta diya
Sada hanstay rehne ka hausla teri aarzoo ne ata kiya Bare ghehray zakhm thay waqt ne jinhain rafta rafta bhula diya
Teri dosti ki yeh paishkash bari dil-faraib lagi magar Woh jo aitbaar ka wasf thaa kaheen dil se door chala gaya
Koi wakt thaa ke yeh naam bhi bara moat'bar thaa jahaan mein Woh jo tere ishq ka daur thaa humein ba-kamaal bana gaya ...
*
wah jee wah
suprubbbbbbb
sharing
apki choice baut hi umda hoti hai
Re: Timepass
salaamaat :) kaise haiN sabhii dost o aHbaab :)
Re: Timepass
Magar ek maut jeetay jee na-jane kitni baar aayee ...
*
Re: Timepass
suprubbbbbbbbbb
Re: Timepass
Beautiful :k:
Re: Timepass
dostoo …
Re: Timepass
Wsalaam :)
Re: Timepass
Kaisi hain aap ... ?
Re: Timepass
Merey aziz hum’watno
![]()
Re: Timepass
Walaikum Assalaam :)
Re: Timepass
Amal sahab … kaise mizaaj hain aap ke … ?