Timepass

Re: Timepass

maiN table ke neeche chhupaa huaa huN...aap bataaiye baahar maaHaul kaisaa hai? ,ausam kaisa hai? :D

Re: Timepass

baahir achaa hi mauhal hai aap nikal aaye :D

Re: Timepass


achchhaa jii...good news...to, kisi ke haath meN DanDa vanDa to nahiiN? just asking to make sure...asking now is better than regretting later :D

Re: Timepass

:ASA: pata nahi kahaan sey mera haath mein aa gaya ;)

Re: Timepass

aapkaa DanDa political hai yaa…:smiley: :cb:

Re: Timepass

:yawn:

Re: Timepass

**salaam…kaisi haiN? :slight_smile:

lo ji, kar lo baataaN…ninno mujhe aa rahii hai aur jamaaii aapko :smiley: :cb:**

Re: Timepass

karli baat :yawn: ap ko neeeno kyu arahi hai inti jaldi aj? game nahi dekhna pak ka?

Re: Timepass

hehehe…yehii to mushkil hai k game to dekhnaa hai inshaa Allah…abhii 4.5 hours baaqii haiN, so sochtaa huN kam se kam do ghanTe to so luuN varna kal neend meN laRkhaRaauuNgaa to log kaheNge…vo dekhiye, Mr. Hashmat, P.K. aa rahe haiN :smiley: :cb:

Re: Timepass

LOL pk jahaz? :p

Re: Timepass

**kia? P.K. = pee ke hehehe :smiley:

mujhe, dunyaa waalo!, shaaraaabii na samjho
maiN peetaa nahiiN huN, jagaayaa gayaa huN :smiley: :cb:**

Re: Timepass

:salam: Sibah ho gayee.

**Sub koh 23 march Mubarak

Aur Allah karay aaj hamari khushiyan dobala ho jaein aur hamari team Semi finals mein pauhnch jaye, Imshallah.

Pakistan Zindabad. :jhanda:**

Re: Timepass

w'alaikum ussalam..
aap ko bhi 23 March Mubarak..

1 out ho gaya :D

Re: Timepass

do all of u people know k 23rd march ko kaya howa tha :@:

Re: Timepass

:salam:

kese hain sab…meri taraf se sab ko 23rd march mubarak…:jhanda:

Re: Timepass

qaraar- daad-e - Pakistan.

Re: Timepass

mujy to pata hai...ap ko nai pata kia? :p

Re: Timepass

Aur Pakistan kee performance Dhaka mein sonay pey suhaaga. :jhanda:

Re: Timepass

:yahoo: we will win :insh:

Re: Timepass

:insh: