Timepass

Re: Timepass

Aap toh hamesha hee hotey hain. :D

Re: Timepass

Yeh saree saree raat jaganay ka nateeja hai. :emmy:

Re: Timepass

Welcome behna
main ne aap k elawa e kaha tha :@:

kaya matlb bohat kuch :bummer:

her nick ki apni apni mubarak baad hoti hay :stuck_out_tongue:

Re: Timepass

ye kon sa break fast ka time hay :asa:

Re: Timepass

main 2-3 din nai tha ji :@:

Re: Timepass

achha mein nay notice nahin kiya. :rotfl:

Re: Timepass

aap mujhe notice karte e nai kabi :stuck_out_tongue: :barbie:

Re: Timepass

fever to mujy din ke time hoa tha…:teary2:

main raat 3 bajay lait gai thi lekin nend 6 bajay ai :omg:

mere galay main dard hoa phir fever ho gaya aur sath sath headache bhi hai…:bummer:

us nick pe di thi ap ne? :hmmm:

boht dair se uthi hon na..:bummer:

Re: Timepass

sirf important logon koh notice kiya jata hai. :hehe:

Re: Timepass

Yeh sub late sonay ka nateeja hai. :mad:

Re: Timepass

doctor ne mujy tranquilizers lene se mana kia hai aur waisy mujy nend aati nai…:bummer:

Re: Timepass

Iss chotee see umar mein yeh haal. :nahi:
Jiss say aap kee shaadi hogee woh becharra toh roye ga. :no:

Re: Timepass

Kesi ko kehna tha GALA daba de :@:
wese kaya khatya tha

pata nai yaad nai hay mujhe :bummer:

main ne tu nai kaha tha na k dair se utho

Re: Timepass

mujhe pata hy :snooty:

Re: Timepass

choti nai hon main :mad:
aur Shadi…us se kis ne kaha ke mujh se shadi karay…kam az kam main to nai kahon gi:p

main ne chips aur pepsi…
to ab nashta to la dain na…:bummer:

Re: Timepass

pir pepsi ar chips per guzara karien aap :@:

Re: Timepass

kanjoos :naraz:

Re: Timepass

:blush: :blush: sai pehchana aap ne :@: :@:

Re: Timepass

:smilestar:

acha chalain medicine hi la dain…:frowning:

Re: Timepass

mujhe neend ai hoi hay
mujhe tang na karo aap :@: