Re: Timepass
poora thread chaey, chaey ho gaya :D
Re: Timepass
poora thread chaey, chaey ho gaya :D
Re: Timepass
lakin chaye karnay walo ko chaye na mili ![]()
Re: Timepass
salaamaat...lagtaa hai jaise hamaarii train kisii Railway Station par pahoNchii hai jahaaN chai-waale "chai chai, garmaa garam chai" kaa aawaaza baland kar rahe hoN :D magar vahaN to samose-waaloN kii bhii to aawaazeN aatii haiN :(
Re: Timepass
chayae to mili na humay to samosay kaha say mijatay ![]()
Re: Timepass
ChaleiN…aek farmaish poori nahi hui aur aap ney doosri bhi peish kar di ![]()
Re: Timepass
mem saab, kabhii haath pai’r bhii chalaa liyaa kareN taa k ham “kaahil-vujuudoN” kaa bhii bhalaa ho jaayaa kare … Allah aapko aisii taufeeq de…aameen ![]()
Re: Timepass
![]()
Re: Timepass
IS ![]()
Re: Timepass
jite rahien khush rahien
Re: Timepass
Aaj raat gaey? Time change kar lia hey aap ney? :)
Re: Timepass
nai bas sone laga hon
cz kal subha lahore k laiye nikalna hay :-)
Re: Timepass
OK...is baar weekend Lahore meiN guzrey ga? :)
Re: Timepass
JI inshaALLAH sunday night tak wapisi ho gi
Re: Timepass
where you stay in Lahore?
Re: Timepass
koi hai????
Re: Timepass
Koi nahi hey. Phir?:@:
Re: Timepass
to phir jawab kis ne dia ![]()
Re: Timepass
meri aatmaa ne ... :D
Re: Timepass
ohhh,,, wo aatma achi thi ya buri???
Re: Timepass
Yeh tau aap hi batayengi ... achi ya buri ...