Re: Timepass
chalo sab mil ker pareshani baatein ![]()
Re: Timepass
chalo sab mil ker pareshani baatein ![]()
Re: Timepass
tum kyu pareshan ho ![]()
Re: Timepass
kion ke… mujy bila wajah dant pari hai ![]()
Re: Timepass
acha hua ![]()
Re: Timepass
bilawaja ki daant :D
Re: Timepass
![]()
Re: Timepass
ziada khush na hon ![]()
Re: Timepass
ab to aur hansi aa rahi hai ![]()
Re: Timepass
mummy ![]()
ap ke dant kahan hain?
hansty hoye nazar nai aa rahay ![]()
Re: Timepass
UZ bantna hai to kuch khnay ko bantoo … cuz meri pareshani ki wajha bhook hai ![]()
Re: Timepass
Subah mein nay nashtay kee offer kee thee kissi nay offer qabool hee nahin kee.
Re: Timepass
lagta hai aap per MM ka saya ho gaya hai. Doctor say rajooh farmayein. ![]()
Re: Timepass
mujy nai ki ![]()
Re: Timepass
saya ho jaye to doctor se nai aamil se rajoo karty hain ![]()
Re: Timepass
Yeh MM wala saya sirf doctor hee theek ker sakta hai. ![]()
Re: Timepass
lo aa gaye
dekhaa kitna acha advertisment hain ![]()
mujhey bhi aaj naashta kerna hai
bagel and creeme cheese kaa do u wanna eat ![]()
Re: Timepass
porridge kaun khata ![]()
Re: Timepass
acha mai to karti ho roz hi ..subha mai thi nahi na ![]()
Re: Timepass
bagel kon sa hai.. raisin wala hai to chalay ga ![]()
Re: Timepass
Aap kay liye toh sirf porridge ho saktee hai. ![]()
Miss ker diye anday aur croissants aaj. ![]()