Timepass

Re: Timepass

kia parh rahi hain???

Re: Timepass

:hi:

Re: Timepass

:crying:

Re: Timepass

Oh no, look who’s here, I am getting out. :emmy:

Re: Timepass

no need to go … me chali jati hon

Re: Timepass

jaldi karein. :emmy:

Re: Timepass

main aa jaon????

Re: Timepass

Phir load shedding?

Re: Timepass

ap ko mere anay se load shedding kion yaad aa jati hai :emmy:

abi to ai hai light after 3 hours :naak:

Re: Timepass

Kyun kay aap nay kaha tha aap GS per load shedding kay mutabiq hee aati hain. :rotfl:

Re: Timepass

:smack:
main ne ye kaha tha jab light hoti hai to aati hon :emmy:

BTW…meri :chai: kahan hai? :blush:

Re: Timepass

raat kay 2 bajay aur :chai: :nahi:

Re: Timepass

kion raat ko :chai: mana hai??? :hmmm:

Re: Timepass

neend nahin aye gee phir

Re: Timepass

wo to waisy bhi nai aati :cb:

Re: Timepass

Haath mein dandaa pakrein, bistar kay nazdeek kharee hon aur zor say sir per dandaa marein, neend hee neend. Guarranteed. :D

Re: Timepass

ap aisa hi karty hain :eek:

Re: Timepass

Mujhey toh waiosay hee neend aa jatee hai. :snooty:

Yeh nuskha un kay liye hai jinn koh neend nahin aati

Re: Timepass

main ne kuch saal pehlay boht ziada so kar ainda saalon ki nend pori kar li thi :snooty:

Re: Timepass

hey guyz..........i didnt knw there was a thread called timepass........y did u guys tell me......ok anywayz....wht do i do here...hahaha....?