Re: Timepass
Light aa gai to party? ![]()
Re: Timepass
Light aa gai to party? ![]()
Re: Timepass
oh haan…lets party ![]()
Re: Timepass
kiuN ye burger kharab hey kya? :D
Re: Timepass
nai burger mere liye hai na ![]()
Re: Timepass
to baqi jo bach gaya hey wo bhi aap hi kha lijeeye :pcg:
Re: Timepass
nai wo mil bant ke khayen ge na. baray kehty hain itefaaq main barkat hoti hai:cb:
Re: Timepass
burger aap akeley khaeiN…baaqi mil baaNt ke…bohat hi aala :kajawab: … bohta taraqqi kareiN gi aap ![]()
Re: Timepass
jee janti hon ![]()
main dinner nai kia tha na…![]()
sirf aik Shami khaya tha ![]()
Re: Timepass
shaami deikhey huwye bhi arsa ho gaya ![]()
Re: Timepass
ap is sunday ko free hain? :@:
Re: Timepass
aap sunday ke sunday free shaami baaNt’ti heiN? ![]()
Re: Timepass
![]()
main nai banaon gi. ap khud banayen aur khayen ![]()
Re: Timepass
:rotato:
Re: Timepass
Mashwarey ke leeye shukriya ![]()
Re: Timepass
main to mashwary daiti hi rehti hon wo bhi bilkul muft…:hinna:
Re: Timepass
Ji…deikha abhi meiN ney … ![]()
Re: Timepass
:salam: dostoon ...Ajab pagal si larki …
Meri khamosh aankhon main,
Mehakti, muskurati, gungunati, khwab si gehri mohabbat k sabhi rangon se waqif hai…
Magar anjaan banti hai,
Woh meri beqarari k sabhe maana samajhti hai,
Magar khamosh rehti hai,
Usay maloom hai ye betahasha bolne wala…!
Zamane bhar k qissey, daastanen us se kehta hai,
Her ek mozoo pe us se baat kerta hai…
Woh us se keh nahi sakta,
“Meri sochon k mehwar ho,
Tumhare bin mujhe ye zindagi bekaar lagti hai,
Mera her din tumhari soch k suraj se ugta hai,
Meri her shaam k pehloo main tum he muskurati ho,
Meri her raat karb-e-naarsai se sulagti hai,
Ager khud se tumhen minha karoon tou kuch nahi bachta…”
Usay maloom hai ye shab gaye tak jaagne wala…!
Jise khwabon ki dunia se mohabbat si mohabbat hai,
Woh kyon sone se darta hai?
Usay kia khof lahaq hai?
Woh khul ker kyon nahi hansta?
Woh kyon chhup chhup k rota hai…?
Usay maloom hai sub kuch,
Mager anjaan banti hai…
Usay ye kon samjhaaye?
K dil youn naarsai ki tapish ziada dino tak seh nahi sakta,
Jise khwabon ki dunia se mohabbat si mohabbat ho,
Woh khwabon k bina aise adhoora reh nahi sakta,
Usay ye kon samjhaye?
K us se betahasha bolne waala…!
Jo her mozoo per uss se baat kerta hai,
Kabhi ye keh nahi sakta,
“Meri veraan aankhon main,
Kayi sapne samo jao,
Tumhare bin adhoora hon,
Meri takmeel ho jao…”
Usay maloom hai sub kuch magar ye kon samjhaye…
Ajab pagal si larki hai …
Re: Timepass
aagay aagay daikhiye hota hai kia ![]()
Re: Timepass
Arif bhai ![]()
kese hain ap