Timepass

Re: Timepass

kahan ghayab thay aap.

green chai nahin chaley gee. :chai:

Re: Timepass

I was in LAHORE :blush:

mere pass tu green tea e thi bas :@:

Re: Timepass

Aap koh lahore ka visa kiss nay diya. :mad:

mein apni :chai: khud bana loon ga. :snooty:

Re: Timepass

mujhe visa laine ki zaroorat e nai hay :blush:
mere laiye b 2 cup plz
ar cheeni thori kam ar patti taiz :@:

Re: Timepass

main aisee fazool :chai: nahin banata. :snooty:

Re: Timepass

chalien jaisi b banate hain woi de dain :@:

Re: Timepass

:yawn:

Re: Timepass

salaam sone waalo...kia Haal haiN? :)

Re: Timepass

Walaikum asslaam mein bari der se utthi hoon :D

Re: Timepass

aajkal kahaN haiN moHtaramah? nazar hii nahiiN aatiiN…kia dieting kuchh ziyaada kar li? :cb:

Re: Timepass

wsalaaam .. kaasay hain sub :yawn:

Re: Timepass

Allah ka karam hai aap sunaaiye :)

Re: Timepass

mai bhi bus theeek :)

Re: Timepass


bas? :o kia huaa ji? bas Theek hii kiuN? :(

Re: Timepass

:salam:

Re: Timepass

kahan hain sab…:bummer:

Re: Timepass

Aslam o Alikum........

Re: Timepass

hey king how are you

Re: Timepass

Ehsan bhai aj ap ke 5 Star dhabay se mujy mithaai mil sakti hai? :@:

Re: Timepass

im good and u....?