Timepass

Re: Timepass

oh achchhaa…maiN ne bhii aaj subHo 4:30 am se le kar 2 pm tak match dekhtaa rahaa phir uske ba’d job par gayaa aur vahaN se 10 pm par lauTaa…:slight_smile: i’m almost done with my day :slight_smile: