Timepass

Re: Timepass

Shukriya, aur mein inncoent smile kay saath share nahin karun ga. :yummy:

Aap ka PM mila, parh ker soortey haal say agaahi howee. Yahan bhi sub khariat hai. Degar ahwal yeh hai kay jub time milay ga toh aap kee darkhwasat per ghaur karien gay. Shayad eik saal lug jaye. :hmmm: