Re: Timepass
**oh achchhaa…mashaa Allah…Allah u ko bhateeja mubaarak kare…maaN baap kii aaNkhoN kaa taaraa aur ThanDak bane aur Allah uskii deen aur dunyaa donoN yaksaaN banaaye…aameen
kia naam rakkhaa? ![]()
**
are kahaN gaii thiiN aap? bahooot maze kiye hoNge tab to
mashaa Allah…meraa dil karta hai “Ghaar e Hiraa” dekhne ko ![]()