Re: ----> TimePass
Go Pakistan, 9/2 ![]()
Re: ----> TimePass
Go Pakistan, 9/2 ![]()
Re: ----> TimePass
farsi boli :(
main nay nahi bole thee farsi :bailan
Re: ----> TimePass
u have been to UAE …aap ko to pata ho ga kitnee snow partee haii yahan ![]()
Re: ----> TimePass
haan, ek dafa itni snow parhi ke humari car snow mein dhoob gayi
aur mein ne ek barha sa snow man bhi banaya tha, his nose was so cute ![]()
Re: ----> TimePass
aur phir aap ko hospital waloon nay lay ja ker aap kay kamray main band ker dia … (Mental Hospital ) ![]()
![]()
Re: ----> TimePass
haan
aur wahan aap se meri mulakat hui, aap meray senior thay ![]()
Re: ----> TimePass
Mujahy to ghaltee say lay ga’ay thay wahan … ![]()
Re: ----> TimePass
kisi ne shikayat ki ho gi, aap se kaha tha barf mein kam khela karo ![]()
Re: ----> TimePass
jee nahi …mujhay baraf main khailnay ka koi shook nahi hai ![]()
Re: ----> TimePass
to phir hospital walay kyun utha kar le gaye thay ![]()
Re: ----> TimePass
wo aap ko dhoond rahay thay …aur ghaltee say mujhay lay ga’ay thay ![]()
plz ab doctors say co-operate kerna …ta kay aap jaldee say theek ho jaoo …i really care 4 u ![]()
Re: ----> TimePass
Dr. Tum_Bin ![]()
![]()
aap doctor kab se ban gain?
Re: ----> TimePass
main nay kab kaha kay main Dr. hoon ?..
wase aap kon se dunya main khoyee rehtay hain ![]()
Re: ----> TimePass
meri ek apni hi dunya hai, jahan mein aur meri tanhai bastay hein ![]()
Re: ----> TimePass
![]()
tab he to keh rahe hoon , us duniya say bahar niklaain aur treatment kerwaa’ain apna ![]()
Re: ----> TimePass
aap karen gi? ![]()
Re: ----> TimePass
nahi yeh kaam meray bas ka nahi hai …main to bas mashwara day saktee hoon ![]()