Re: ----> TimePass
Mairi koyii aur ID hoti to uss se bhi de dayti.. ![]()
Main bilkul theek.. tumhari timings ka nahin mujhe pata challta, jab raat mein aati hon tab b nahin hoti ho.. setttttt karro ![]()
Ramazan Mubarak Sonia.. ![]()
Re: ----> TimePass
Mairi koyii aur ID hoti to uss se bhi de dayti.. ![]()
Main bilkul theek.. tumhari timings ka nahin mujhe pata challta, jab raat mein aati hon tab b nahin hoti ho.. setttttt karro ![]()
Ramazan Mubarak Sonia.. ![]()
Re: ----> TimePass
Shumaisa.. Ramzan ka chand mubarak.. aaj nazar aye ga :D
Re: ----> TimePass
Mujh se anda nahin khaya jaata :no: …Apne liye main ne aaj buhat saare kabab banaye hain.. ![]()
Re: ----> TimePass
me too love shaami kabab.. magar.. mujhe wo kabab achay nahi lagtay jiss maingaram masala pisa hua na ho.. ager sabut hota hai to mun main aaker mun ka zaiqa kharabn ker deta hai.. :$
actually i love anda .. :$
Re: ----> TimePass
Aaye ga, maire hotay huve b aap aisa bol rahay ho.. ![]()
Main abhi accept nahin kar rahi aap ki mubarakbad, mujhe raat mein dayna.. ![]()
Re: ----> TimePass
raat main to m ain ghr main honga na.. n U know k no internet :)
Re: ----> TimePass
Acha huva bata diya main abhi chupa k aati hon.. ![]()
waise main ne apne liye drum sticks b bana lii hain ![]()
Re: ----> TimePass
lolx.. ye sehri ka intezaam ho raha hai ya part hai?
drum sticks.. :s saadgi lao rehen sehen main :p
Re: ----> TimePass
To ghareebo lagwa lo..
…Buhat bore hoti hon raat mein ![]()
Re: ----> TimePass
Khaun gi piyon gi nahin tou Rozay kaise rakhon gii.. ![]()
Shukkar hai kuch to aisa hai jo nahin pasand aap ko ![]()
p.S: Maira sehen saada hi haii.. ![]()
Re: ----> TimePass
mainbhi bore to hota hoon..magar aj se kitni masroofiat ho jaye gi na.. taraweeh.. bhi ![]()
Re: ----> TimePass
lolx.. mujhe buhat saari cheezainnahi pasad.. main buhat selective hoon khanay peenay main ![]()
Re: ----> TimePass
mainbhi bore to hota hoon..magar aj se kitni masroofiat ho jaye gi na.. taraweeh.. bhi :)
hm yeh tou haii.. laikin main zyadah raat mein aaun gii.
lolx.. mujhe buhat saari cheezainnahi pasad.. main buhat selective hoon khanay peenay main :$
masslan.. kia kia nahin pasand ? :p
Re: ----> TimePass
mujhe karelay, loki, shaljam, palak, baingan, pata nahi kia kia
ye nahi pasand
Re: ----> TimePass
mainbhi bore to hota hoon..magar aj se kitni masroofiat ho jaye gi na.. taraweeh.. bhi :)
AoA,
Taraweeh to Isha kay time hoti hein, Din ki engagements kya hon gi, lagta hay saara din sootay rahein gay :)
Re: ----> TimePass
nahi dear.. din main office ![]()
Re: ----> TimePass
Oyee karailon ko kuch matt bolo.. ![]()
I luvvvvvvvv karaile goshttt ![]()
Re: ----> TimePass
** *** Ramzaan Mubarak to All *** **
Ramazan Mubarak to you 2.. :)