Re: ----> TimePass
Kal main ne Fakhta pakrii, per woh zakhmi thi ![]()
bass ussi ki khidmaton mein lagi rahii.. ![]()
Ahmerrr k bachay main ne parh to lii hain, kitni baar parwaao ge ![]()
Re: ----> TimePass
Kal main ne Fakhta pakrii, per woh zakhmi thi ![]()
bass ussi ki khidmaton mein lagi rahii.. ![]()
Ahmerrr k bachay main ne parh to lii hain, kitni baar parwaao ge ![]()
Re: ----> TimePass
aray.. mainay kal post ki na.. :$
abb fakhta kesi hai.. mujhebhi buhat shoq hai parindon ki khdmaton ka.. :$
aur janwaron ki bhi :)
Re: ----> TimePass
Okay parhti hon..
Ab tou MashAllah kaafi behtarr hai, jab puuri tarah theek ho jaye gi to pic share karoon gi.. ![]()
Re: ----> TimePass
Itne saare comments hotay hain phir b dil nahin bharrta.. ![]()
Re: ----> TimePass
Han na, dil maangay more ![]()
Re: ----> TimePass
saray lokeen kithay turr gaye nay?
mein aa gaee hon:)
jao maree nazam parho..................:)
Re: ----> TimePass
Assalam-o-alaikum & Adaab arz hey
how is everyone?
Re: ----> TimePass
![]()
kaisee ho Gul???
i m fine:)
Re: ----> TimePass
Alhamdolillah , aap kaesi heiN?
Aap ki side pe bhi Ramadan start ho geyaa ya nahi?
Re: ----> TimePass
Alhamdolillah , aap kaesi heiN? Aap ki side pe bhi Ramadan start ho geyaa ya nahi?
janab ajj pehla roza hai...............:)
i m doin wel...
app ka bhi roza hai kya?
Re: ----> TimePass
janab ajj pehla roza hai...............:) i m doin wel... app ka bhi roza hai kya?
Acha , yahaaN bhi aaj pehla roza hey, aap ki side pe bhi long roza hey?, yahaN tou aaj 19.48 ke lag bhag khuley ga:-)
Re: ----> TimePass
mein aa gaee hon:) jao maree nazam parho..................:)
parh lee na :)
Re: ----> TimePass
Gul kese ho aap? ![]()
sonia Ramzan Mubarak..
Gul aapko bhi ![]()
Re: ----> TimePass
Allah ka shukar hey , aap sunaaeiN? aapko bhi Ramadan mubarak ho, duaaoN meiN yaad rakhiye ga:-)
Re: ----> TimePass
parh lee na :)
thank u
so sweet of u :)
Re: ----> TimePass
:)
Re: ----> TimePass
Acha , yahaaN bhi aaj pehla roza hey, aap ki side pe bhi long roza hey?, yahaN tou aaj 19.48 ke lag bhag khuley ga:-)
yahan 6:50pmtak ho ge iftaree............:)
wel Ramadan ka maza he kuch aur hai...isnt it?