Re: ----> TimePass
dum niqalnay ko he tha k ap a gaaye bach gaye cuz me uth gaye thei wahan se :D
naheeN jee... aap kursi naa dijye apni...
Pakistan maiN aisaa karnaY waalaY ko subb Jamali kehtaY haiN :)
Re: ----> TimePass
dum niqalnay ko he tha k ap a gaaye bach gaye cuz me uth gaye thei wahan se :D
naheeN jee... aap kursi naa dijye apni...
Pakistan maiN aisaa karnaY waalaY ko subb Jamali kehtaY haiN :)
Re: ----> TimePass
kursi par kya karahi hain bethi ![]()
Re: ----> TimePass
yeh sawaal poochtaY huvaY aap itni sharmindah kiouN ho rahi haiN :D?
Re: ----> TimePass
ap se hama=tan ghoosh hai ![]()
Re: ----> TimePass
zanana sawal hai ap kahay ko pooch ray ![]()
Re: ----> TimePass
goyaa daamaY, dara’maY, sukhanaY, poori kee poori khar-gosh haiN? ![]()
Re: ----> TimePass
zanana sawaaL? context elaborate kiyaa jaaye … Taali… wait.. .here it is > ![]()
Re: ----> TimePass
acha ap dono asi batain karay jo meri samjh mai aye ![]()
Re: ----> TimePass
Allah ray ye bholpan is bachpaN maiN ![]()
Re: ----> TimePass
Allah ray ye bholpan is bachpaN maiN :D
aap bhee tau pachpan maiN aisaa bholapan dikhlaa rahi haiN :D
Re: ----> TimePass
wohi tu
Re: ----> TimePass
aap bhee tau pachpan maiN aisaa bholapan dikhlaa rahi haiN :D
wo tu taab tha na jab ap bachpaN maiN meRay ko khilaa'ya kaRti they :)....daad daini chaiey ap ki yaaddasht ki :D
Re: ----> TimePass
does not make sense.. lagtaa hai aap kee yaad daasht chali gayee hai ![]()
PS: waisaY.. aap ko maiN khilaayaa kartaa thaa? :aq:
Re: ----> TimePass
acha mai to jarahi ![]()
jano g ap ghar par hain to call kardain mujhay ![]()
Re: ----> TimePass
yahan kiya hu Rha hai?
Re: ----> TimePass
aray kamran bhai jaan... aap yahaaN kahaaN aa gaye :D?
idhar doosraY forum kaY mods sirf uss waqt post kartaY haiN jub ehsan bhai kuch post kar daiN :p
Re: ----> TimePass
oh yani ehsan farmaTai err mera matlan jab tashreef laatai hain tab? kher hum tu thehRai qaim-o-Qaim MOD theHrai.. hum tu aa sakTai hain moun utha kar jab dil chaHaY.. :
Re: ----> TimePass
haaN.. to quote Fraudia: aa jaataY haiN pataa naheeN kahaaN saY moo uThaa kar ![]()
btw: congratz … it did pay off ![]()
Re: ----> TimePass
bilkul baja farmaya janab Faudiay nai aap sai.. :)
aray aap kin taQalufat mai par gai! kahan ka shukRiya... hum nai konsa Himalyaa sarr kar liyaa hai!