Re: ----> TimePass
ahan .....lecture??????? konsa?? r u a student??
aaho ji abhi tou student hi hooN:-)
Re: ----> TimePass
ahan .....lecture??????? konsa?? r u a student??
aaho ji abhi tou student hi hooN:-)
Re: ----> TimePass
![]()
ya ahliyaan-e-Time Pass
kaya haal hain aap sab ke
Re: ----> TimePass
nahi, student hooN:-)
oh acha :$
kia parhtay ho aap?
Re: ----> TimePass
Wa Alaikum Assalaam deep-ocean :-)
Re: ----> TimePass
main theek hoon.. magar kal se 2 baar ro chuka hoon..
![]()
Re: ----> TimePass
oh acha :$
kia parhtay ho aap?
doing LLB
Re: ----> TimePass
wuh kyoN?
Re: ----> TimePass
![]()
hum thek alhamdulillah.. aap sunain?
Re: ----> TimePass
doing LLB
hmm.. kaheen Iftikhar Chaudhary to nahi banna na baray hoker?
kahan se ker rahay ho?
Re: ----> TimePass
wuh kyoN?
najanay kion.. buhat rona araha hai.. khud se aansu aatay jatay :(
Re: ----> TimePass
hmm.. kaheen Iftikhar Chaudhary to nahi banna na baray hoker?
kahan se ker rahay ho?
I think Naeem Bukhaari is better :-p Germany meiN
Re: ----> TimePass
main bhi theek hoon Allah ka karam hai
Re: ----> TimePass
najanay kion.. buhat rona araha hai.. khud se aansu aatay jatay :(
Koi baat nahi, kabhi kabhi ro bhi lena chaahiye kisi ney kaha hey roney sey dil ka ghubaar kam ho jaata hey:~)
A poem
Rona bhi zaroori hey
Tujhey ye kon kehtaa hey?
jo Dil meiN beQararii ho
Faqat
LafzoN sey
BatoN sey
Behalti hey
Samabhalti hey
meiN kehta huuN
koii bhii Ghum
MehaZ Hansnay Hansaanay say
Tou Har-Giz kam nahiN hotaa
keh jab tak dil ka daaman
Aansuo'N say Numm nahiN hotaa
:-)
Re: ----> TimePass
kyun kya hoaaa???
Re: ----> TimePass
I think Naeem Bukhaari is better :-p Germany meiN
wese lawyer bannay k leay Lier hona zaruri haina?
Re: ----> TimePass
ws…
kya haal ahwaal hain app kay???
Re: ----> TimePass
aj meray Manu mein "chargha "hai:)
Re: ----> TimePass
Koi baat nahi, kabhi kabhi ro bhi lena chaahiye kisi ney kaha hey roney sey dil ka ghubaar kam ho jaata hey:~) A poem Rona bhi zaroori hey Tujhey ye kon kehtaa hey? jo Dil meiN beQararii ho Faqat LafzoN sey BatoN sey Behalti hey Samabhalti hey meiN kehta huuN koii bhii Ghum MehaZ Hansnay Hansaanay say Tou Har-Giz kam nahiN hotaa keh jab tak dil ka daaman Aansuo'N say Numm nahiN hotaa :-)
jee very true.. meri bhi aik poem haina.. Aik part hai uss poem ka..
Kaali Si Ghanghor Ghata-ain
Dil Per Jab Bhi Chhati Hain
Tou Aankhain Neer Bahati Hain
:)
Re: ----> TimePass
kyun kya hoaaa???????????????????
haan na..
bay sabab udaasi hai..
Re: ----> TimePass
aj meray Manu mein "chargha "hai:)
urdu main bolo please :D