Re: ----> TimePass
Salaam kaisay hain aap log?
Re: ----> TimePass
Salaam kaisay hain aap log?
Re: ----> TimePass
wassalaam... Alhamdo Lillah
Re: ----> TimePass
Salaam kaisay hain aap log?
seb thek he hon ge
Re: ----> TimePass
Masha Allah. Allah hamesha Khush o Khurram shadman o shadkam rakhkhay Aameen. :)
wassalaam... Alhamdo Lillah
Re: ----> TimePass
Aisee bhi ki beruKHi itna rooKHa pheeka jawab, auron ka nahee tu apna hee haal bayan farmaiN. :)
seb thek he hon ge
Re: ----> TimePass
Aisee bhi ki beruKHi itna rooKHa pheeka jawab, auron ka nahee tu apna hee haal** bayan farmaiN**. :)
bold lafz me ko semg he nehe ae:(
Re: ----> TimePass
mera matlab tha jawab itni nagawari like
say kyu deeya, agar baqi logo ka haal nahee maloom tu apna hee bata dain, jaisa keh “mai theek hoon Allah ka shuker, aap sunaain”
Re: ----> TimePass
yahan tu achi khasi urdu liki hia ![]()
Re: ----> TimePass
Salaam kaisay hain aap log?
w'salam hum tu wesay he haiN jesay ap chor gaye they :D
Re: ----> TimePass
g jo sunte hon yad rekhte ho pher wohe lekh dete hon ![]()
me thek hon ap kese heyn ![]()
Re: ----> TimePass
Masha Allah, hona bhi chaeay aisa hee, umr e doraan ka asar hum ko bhi qabool nahee, jaisay kal thay waisay hee aaj bhi.
w'salam hum tu wesay he haiN jesay ap chor gaye they :D
Re: ----> TimePass
me thek hon ap kese heyn :)
Alhamdo Lillah mai bhi theek thaak.
Re: ----> TimePass
Masha Allah, hona bhi chaeay aisa hee, umr e doraan ka asar hum ko bhi qabool nahee, jaisay kal thay waisay hee aaj bhi.
ap ko umer-e-edorran ki bari fiker rahti hai :D
Re: ----> TimePass
g jo sunte hon yad rekhte ho pher wohe lekh dete hon :p
gg ab ap itni b masoom nahi hain ap ki pechli 2000 main jo post ki wahan tu ap ki urdu kafi achi hia aik dum se kia huwa wesay b dekho me abhi taak 2 logo ko ikatha reply nahi kar sakti ap kar laiti :p

pehle bhe nehe ate teh wo to ask ker ke lekhte
kes ne kaha wo me ne ke haha:D
Re: ----> TimePass
![]()
![]()
Re: ----> TimePass
keh tu aisay rahee jaisay hamari baqi maanda fikroN per bhi gehru nazar hai aapki?
ap ko umer-e-edorran ki bari fiker rahti hai :D
Re: ----> TimePass
W/Salaam ![]()
Re: ----> TimePass
assalam-o-alaikum.............
Re: ----> TimePass
Alaikum usSalaam.
assalam-o-alaikum.............