----> TimePass

Re: ----> TimePass

w.SalaM ki haal ay bhai jaaN nawa amal kithay gaya :snooty:

Re: ----> TimePass

w'salam Amal. Sid- chashma car mei hei n its too cold to go outside :)

Re: ----> TimePass

chalO pHir Koi BaAt NaHI

Re: ----> TimePass

nawa Amal? Ye kya balaa hey???

Re: ----> TimePass

kal se aaisa sanaata hai yahan tauba sunday aata hai to log he gayab ho jatay hain :bailan: un k liye

Re: ----> TimePass

*Bahot dino baad aap se baat ho rehi hae Amal....kya haal hae? whats new in Dubai. I think sid is talking abt ur other avtaar *

Re: ----> TimePass

Nawa Aayan Wa Sohneya walA amAl hAr WaqT in chIll anD acTiVe woh KahAN gAya kaAfi DiN sE tAlAsh Hai UsKI thaanay MeiN pHoTo Bhi LaGwa dI hAI mEIN nE TaLaSH E gumshUda Ki :snooty:

Re: ----> TimePass

mEra MSn yahoo skype Sab BaNd haI mUSeebaT ~
Jw Ts kahan bhaag Gayi ~ ilaaJ kArna HE pAray Ga UnKA bHI

Re: ----> TimePass

Sid pls write properly- agge se inne tension mei huun :(

Re: ----> TimePass

JJ, yeah, kaafi dinoN ke baad baat ho rahi hey…kesi ho aap?

being lonely…for God’s sake yaar… ye kis tarha type kar rahey ho??? it’s painful to read :frowning:

Re: ----> TimePass

hahahaha...uski bardasht ki hadd ho gayee shayad Sid ;)

Re: ----> TimePass

mae bore huun Amal....

Re: ----> TimePass

Why are you bore Jhanjharewali???? YahaaN bhi aap ka time paas nahi ho raha kya? :)

Re: ----> TimePass

baat ka jawaab to de dein

Re: ----> TimePass

^ Kis sey maang rahey ho jawaab aur kis baat ka???

Re: ----> TimePass

Kya mae puuch sakti huun aap dubai mei kya kaam karte hein? if u feel comfy....if not then sorry :)

Re: ----> TimePass

Hum Dubai ke Mahaa-Wali heiN aur raaj kartey heiN... :D

Re: ----> TimePass

shayad yeh aap se poocha tha mein ne ~

Re: ----> TimePass

:salam:

:waves:

Kaisay hain time pass ke Baasi :slight_smile:

Re: ----> TimePass

*acha ji !
*