----> TimePass

Re: ----> TimePass

hey sonia salammm n h r u ? :)

Re: ----> TimePass

:shireen:

Re: ----> TimePass

oyyeee kiyya hai behhh loli pop kkhilaoooo kiyaaa :P

Re: ----> TimePass

abehh kal mai ne khuwab mai minary pakistan dekhaa :(

Re: ----> TimePass

:salam:

kese hain sab ??

Re: ----> TimePass

Hello :waves:

Re: ----> TimePass

tum bin :slight_smile:
hello.. kese ho aap?

long time no see.. shora-e-GS main meri poems pe koi comments bhi nahi kia :teary2:

Re: ----> TimePass

hi...................
kaisay hain sab?????????

Re: ----> TimePass

salam to all

Re: ----> TimePass

hi sonia how r u ?

Re: ----> TimePass

:wsalam:
i m ok…
tum batao kaisee ho???
kya ho raha hai??

Re: ----> TimePass

kuch khas nahi yr assignment ka kaam plus GS

Re: ----> TimePass

ahan...............
Ahmer kahan hai aj????
wel rozay kaisay ja rahay hain.????????

Re: ----> TimePass

ahhmer abhi tou yahin tha may be offline ho gaya ho

Re: ----> TimePass

kal tou pk ki haar k baad bohat laga roza otherwise Alhamdulliah going gud wat abt u ?

Re: ----> TimePass

aww....
baat he nahin hoe Ahmer say kaafi din ho gay hain:(
mausam kaisa hai??????????
aj kafi bayronqee hai yahan tp mein.........

Re: ----> TimePass

yah koi zayada makhlooq online nahi na
meray hotay huey tumhean beronkee lag rai hai :smilestar: :naraz:

Re: ----> TimePass

:)
aray nahin aisa nahin hai.................

waisay he kaha k koi hai he nahin ...............tum tou ho.............abhee ronq hai :D
aur batao kya assignment bana rahee ho?

Re: ----> TimePass

woh assignment hai k jis ko banatay banatay neened a jatee hai
yr tum achee ho na jo baryani banatee ho
aur aik ham hain k…:teary2:

Re: ----> TimePass

:salam2: … how r u pplzzz .. kaisay hain aap sab ???