Re: ----> TimePass
logon k kehne se kiya hota hai prince g un ka tu kaam he yehi hai buss
Re: ----> TimePass
logon k kehne se kiya hota hai prince g un ka tu kaam he yehi hai buss
Re: ----> TimePass
sonia g where is shaboooo yaarr :(
Re: ----> TimePass
haan yaar! dunya bohut zalim hai, acha yeh batao ke tum ek saal baad wapis aaye ho, coma mein thay kya? ![]()
Re: ----> TimePass
accident hua tha jis ki waja se mai ne sub cheezain off kar di thi bus thkk hua tu soocha chakkar lga he loo abbb
Re: ----> TimePass
aww nicky! ab kya haal hai tumhara? :)
Re: ----> TimePass
Ali u r in SA...............kal match dekhnay jao gay???????
Re: ----> TimePass
koool man 22 dayz hospitalized tha n 6 months bed rest par tha :) whts ur gud name Arsalan kehte hai es na cheezz ko :P
Re: ----> TimePass
chalay jao prince sonia bh aaaae gee wahaan kyn soniaa :P
Re: ----> TimePass
nahi sonia! busy at work waise bhi stadium 200km door hai mere ghar se ![]()
Ali, u can call me Ali
aap sonia ke kafi ache dost lagte ho
btw sonia dubai hai aur mein kahin aur. ![]()
Re: ----> TimePass
:aq:
yahan Dubai mein matches hon tou chalay jatay hain kabhi kabhar…
200 km tou bohat hai
Re: ----> TimePass
its mean k ali ko 4 ya 5 hours drive karni pregi agr match dekhna hai tu m ryt ali
soniaa dubai mai hai tu kiya hua yaar yeh aero plane kis liye bnay haiii bhaii hahahaa :P kyn sonia hey ali mai kisi ka aacha dost nahe bun sukta mere mai woh qualities nahe haii yaar :P
Re: ----> TimePass
yaar plane mere mamoo ka nahi hai ![]()
yaar mein bhi kisi ka dost nahi tha, lekin khud ko is kabil banaya aur apne aap mein yakeen rakha to aaj Allah ka shukar hai.
tum ache larkay ho Arsalan ![]()
Re: ----> TimePass
iftaree ho gae Ali???????????
Taraveeh k liay nahin jaatay kya??????
Re: ----> TimePass
acha hota to aaj itna toota hua na hota ali khair whtss up
Re: ----> TimePass
@ sonia! jana hai, abhi 10 mins tak
@ Arsalan! mayoosi gunah hai bhai :)
Re: ----> TimePass
i know ali g esi liye tu ajata ho yahan dil behlanay :)
Re: ----> TimePass
hello
Re: ----> TimePass
hey tumbin h r u ?
Re: ----> TimePass
koi baat nahi yaar , khush raho, dua karna humare liye bhi ![]()
hi! ![]()
bye ![]()
sorry gtg!
taraavehs parhne jana hai ![]()
Allah Hafiz sab ko.
Re: ----> TimePass
oki ali tc u 2