Re: ----> TimePass
hmm ok..
Maire kambakhtputer pe virus aaya huva hai, baar baar DC hota hai.. ![]()
Naa ijazat dayte tou karrti, baad mein mukkar jaao aur aap ko apne khailne kodne k din yaad aa jayen.. ![]()
Main dhoondna shurro karti hon aap aik stool ka intizam kar k rakho takeh woh uss pe charh k aap k kaam kar sakay.. ![]()