Re: ----> TimePass
Allah ka shuker hai ap sunaoo kaisay ho?
pehlay main shifting main busy thi, us k baad line transfer honay main waqt laga, gher ki setting bhi acha khasa waqt leti hai.
job theek ja rahi hai shuker hai Allah ka. sath sath pak ki tayari bhi c hal rahi hai na, bas 8 days reh gay hain pak janay main.