----> TimePass

Re: ----> TimePass

Aitraaz kiss par hai..??

Amal ko lenaY par
YAA
lay kar beThnaY par

agar awwal-uz-zik’r muraad hai tau arz hai kaY ussaY lenaY kee wajah-e-tasmiya aap kaa istafsaar baraa-e-Amal hee thaa :@:

aur agar Aakhir-uz-Zik’r kaa tazkirah thaa tau challo KhaRay ho jaataY haiN.. bilkul attention position maiN :smiley: