----> TimePass

Re: ----> TimePass

hmmm chalo aap kehti hain to maan lete hain ~
shabo gharara sharara ajeeb sa nahi lagta ~
payjamas phir bhi suit kar jaatay hain larkioon ko ~
shaadi mein woh itna bara kapra sanbhalana asaan kaam to nahi hota ~