Re: ----> TimePass
alhamdulillah.. fine.. bus garmi hai aaj kal zara zada.. magar office main pata nahi chalta :)
apka kesa challing? sab rozay rakh rahay ho na? :p
howz tum_bin?
aur ye MBA kuch klkasses k baad kion chhora? mujh se help lelo.. main parha deta hoon dear..
tum bin ka paper tha aj............:)
shes fine:)
nahin Ahmer dour hai university..............
koiayjanay wala bhi nain............baba itna dour drive kar k lay k jayin .............phir 4 hrs wait karain phir lay kar ayain....bohat mushkil ho jataa hai na:(
License lay lon phir jaon ge:)
rozay r goin fine