Re: ----> TimePass
![]()
jinn pe takiyaa thaa wohi pattaY hawaa denaY laggaY :hinna:
Re: ----> TimePass
![]()
jinn pe takiyaa thaa wohi pattaY hawaa denaY laggaY :hinna:
Re: ----> TimePass
^ kitna acha takiya hay ..hawa bhi dayta hay or sahara bhi ..ik teer say do shikaar : P
Re: ----> TimePass
^ kitna acha takiya hay ..hawa bhi dayta hay or sahara bhi ..ik teer say do shikaar : P
hawaa takiyaa naheeN, pattaY daY rahaiN haiN naamaaqool halo
Re: ----> TimePass
^ ohoooo kia gunjlak hay ... yeh batain Dakka kahan dalna hay 007
Re: ----> TimePass
^ ohoooo kia gunjlak hay ... yeh batain Dakka kahan dalna hay 007
bachoN ko bataanaY waali baat naheeN snoota
Re: ----> TimePass
^ main bachee nahi hoon naraz ..sharafat say bataain werna .....!
Re: ----> TimePass
daka to hum nay AQ ki jaib main dalna hai takeh baki judges ko us main say baramad ker sakain. baki jo kuch or mila wo bonus ;)
Re: ----> TimePass
sharaafat saY naa bataayaa tau barbie
bonus? matlab.. maal-e-ghaneemat… ![]()
Re: ----> TimePass
sharaft kon hai :D
Re: ----> TimePass
jee jee bilkul mal - e- ghaneemat. jo kuch bhi ap ki jaib main hoa wo hamara :D
Re: ----> TimePass
karamat kaa bhai aur salamat kaa bhateeja :halo:
Re: ----> TimePass
janaab .. meri jaib kaa maaL tau sirf aik shakhs kaa ho saktaa hai ![]()
aur woh shakhs abhi tukk scence saY nadaarid hai ![]()
Re: ----> TimePass
samnay aa hi jay ga ek din ;). filhal to ap ki ja ib ka mal daka dalnay waloon ko hi milay ga :D
Re: ----> TimePass
amanat, diyanat or sadaqat kahan gay hain :Pretty:
Re: ----> TimePass
tu phir mujhay badmaashe dikhanee peray gee majbooran snooty
sheal > Aq ki jaib main kuch nahi hay sawayee UN ki tasweer kay : P
Re: ----> TimePass
yay **UN **kon hain janab ![]()
btw how do u know k AQ ki jaib main kia hai:bobo:
Re: ----> TimePass
inn ko maaloom hogaa ![]()
link not working ![]()
khair I’ll be right back with link ![]()
Re: ----> TimePass
[QUOTE]
btw how do u know k AQ ki jaib main kia hai
[/QUOTE]
^ main jaib kutreee hoon na chai
Re: ----> TimePass
sheal > Aq ki jaib main kuch nahi hay sawayee UN ki tasweer kay : P
UN... matlab United Nations rolleyes
Re: ----> TimePass
shame on u AQ pic hi rakhni thi to kisi dhang ki to rakhtay UN ki pic dalay rakhtay hain :P
acha to ap AQ ki jaib kutarnay ka karnama pehlay hi anjam day chuki hain mashallah kafi acha profession hai ap ka....:D