Re: ----> TimePass
AQ aj kafi kam dikhai day rahay hain :). shab bhi aik msg ker k aglay 1 hour k liyay gum ho jati hain :)
vaisay mujhay AQ say bat kertay hoay dar lagta hai bohot :p
Re: ----> TimePass
AQ aj kafi kam dikhai day rahay hain :). shab bhi aik msg ker k aglay 1 hour k liyay gum ho jati hain :)
vaisay mujhay AQ say bat kertay hoay dar lagta hai bohot :p
Re: ----> TimePass
jalnay waloon ki nazar utaarnay k liye aq bhai se koi dam kiya hua dhaaga le lein warna nazar na lag jaye kahin hamaray bhai behan charay ko :)
Re: ----> TimePass
vaisay mujhay AQ say bat kertay hoay dar lagta hai bohot :p
KiouN :(?
Re: ----> TimePass
chalaak bohat hain na aq bhai iss liye dar to lagay ga he pehle kaafi phada hota tha mera inn se phir mei ne socha bhai inko zara makhan lagao khud he slip ho jayen ge so ho gaye :)
Re: ----> TimePass
:D reason nahi pata lakin mujhay waqayee main dar lagta hai :P
Re: ----> TimePass
aray wah abhi tu ap ne meray ko ishtyle main dekha he kahan ![]()
pata nahi konsa ishtyle kah rahya:bummer: …main tu seedi sadi bholi bhali ![]()
Re: ----> TimePass
bholi msn yahoo icq aur skype ka peecha chor k yahan tashreef le aayen to meharbani hogi
Re: ----> TimePass
![]()
Re: ----> TimePass
kaunsaa phaDa bhai?
i dun remember any… in fact, I had left Poetry forum during the time you had joined.. was used to come very rarely ![]()
![]()
Re: ----> TimePass
AQ bhai aaj sach sach bata dein aap ki age kya hai mere andazay se aap ki age hai 27 but honi chaiye 37 but pata nahi kitni hia aaj khud he bata dein pleezzzzzzz
Re: ----> TimePass
ye kia hain sab lonly ?![]()
Re: ----> TimePass
kaunsaa phaDa bhai? i dun remember any... in fact, I had left Poetry forum during the time you had joined.. was used to come very rarely :)
hoya si yaar cafe vich tusi tanha ruuh ne kaafi sataya si :(
Re: ----> TimePass
AQ naraz kuen ho rahay hain...... :(
Re: ----> TimePass
saadgi pe qurban ![]()
Re: ----> TimePass
itna qurban honay ki zaroorat nahi hai . sis banaya hai na main aapa jaan ban jaoon gi :D
Re: ----> TimePass
Aik Shair Iss Haseen Mehfil K Naam :)
Adaaye Husn Ki Masoomiyat Ko Kam Kar De
Gunah Gaar Nazar Ko Hijaab Aataa Hai
Re: ----> TimePass
lol yaani maarein gi bhi :(
Re: ----> TimePass
![]()
Re: ----> TimePass
lol yaani maarein gi bhi :(
marti nahi bas daantti hoon main :D