----> TimePass

Re: ----> TimePass

Khulam Khula Flirt Kare ga zAmana AB lOnElY lOgOn K SaTH :teary2:

Re: ----> TimePass

:omg::omg: bohot zaberdast

Re: ----> TimePass

Shair Jo Acha Laga :slight_smile:
http://www.paklinks.com/gs/imagehosting/thumb_3675546b7ddee23fa9.jpg

Re: ----> TimePass

bholi se kisi ka rona nahi dekah jata na tusi ro dho k majboor kar ray k flirt kia jaey:D

Re: ----> TimePass

Ab Yeh Jo Hai Na BohAT maZay Ki Hai Hamari New bholi bisri madam k naam :stuck_out_tongue:

http://www.paklinks.com/gs/imagehosting/thumb_3675546b7de77d1b63.jpg

Re: ----> TimePass

w/slaam :slight_smile:

welcome on board bholibisri :flower1:

Re: ----> TimePass

BL soonay chalay jain yahan ap ko khatra hai....:( aisa na ho wo pashtanay wala ladoo khana hi parh jay :D

Re: ----> TimePass

haye mein mar jawaan gur khaa k :D

Re: ----> TimePass

aik to shab aunty aap ko neend nahi aati jab dekho online aaj kal gs ki mohabat mei kaafi had tak giraftaar hain :p
koi khaas wajah ;)

Re: ----> TimePass

bholibisri are u related to bholaybisray by any chance? :konfused:

Re: ----> TimePass

aap ko to malooom hai neend mein bhi kahan chain lene daiti hian aaj kal ki taiz taaraar larkiaan ;)

Re: ----> TimePass

filhaal to mere se relate ho rahi hain mera chance to na maarein :frowning:

Re: ----> TimePass

mai to abhi sokar uthi ho :rolleyes: wasy bhi hamry to yaha sirf 8:10 PM horhy hain
abhi nap layliya to ab raat kafi dair tak jago gi :bobo:

Re: ----> TimePass

shukria miss hijar :slight_smile:
ap k hijay karna thora mushkil kam hai ji :slight_smile:

Re: ----> TimePass

aankhaan jaago meeti rehndiaan kehnu haal sunawaan
par hoan jay mere sohniyaa mein ud’di awaaan
phir aap yeh song sunein shazia na manzoor ki awaaz mein :hehe:

Re: ----> TimePass

ha ha ha ha

is main kasoor to ap ka hai BL jo ap khwaboon ma in bhi un larkiyoon ko daikhtay hain :P

Re: ----> TimePass

sheal jee aap kahan gayeen ?

Re: ----> TimePass

thanku mr lonley achai nazam paish ki per tano kida pata bholi ka bio data k :blush:

Re: ----> TimePass

nahi zabardasti aa jati hain abhi aaj he le lijiye aaj kya hua mere sath

mere saray frndz ko pata chal gaya k mei katrina kaif k sath tha :naraz: ab pochein kaisay mein batata hon kaisay ~

Katrina Texted To All Ma Frndz :

Sorry to disturb u aap sId k frnd hain na aap plz usko bata dein k uska mobile mere pass hai woh kal raat yahin mere ghar pe bhool gaya tha "katrina kaif "
ab bataein sab ko pata chal gaya woh peecha he nahi chorti mera :frowning:

Re: ----> TimePass

ji jab se yahan aiey ji is ka naam he sunay ko mil raha ap rishta dar bana rehi abhi dekah tu nahi undekhay bholay ko :smiley: ..mil jaiey tu relative banay main konsa dair lagti hia :blush: