Re: ----> TimePass
chup ![]()
for u now
![]()
hameiN aashiqi meiN sach mila hameiN zindagi meiN sab mila
magar be’wafaai ki aadateiN na tujhey mileiN na mujhey mileiN
Re: ----> TimePass
chup ![]()
for u now
![]()
hameiN aashiqi meiN sach mila hameiN zindagi meiN sab mila
magar be’wafaai ki aadateiN na tujhey mileiN na mujhey mileiN
Re: ----> TimePass
abb coconut ko khujli ho gee, dekhnaa ![]()
Re: ----> TimePass
AQ coconut ko tor dain :D
Re: ----> TimePass
Allah karay asi ho kay us ko asi fazool chezain type karna bhool jaye
aur woh fingers uski us ki body par chlay ![]()
Re: ----> TimePass
shab coconut ki waja say humain hi na ho jay :p
Re: ----> TimePass
AQ coconut ko tor dain :D
sheal siso we are playing game dedicate a song to person above u
u wana p lay?
Re: ----> TimePass
yeah sheal, so dedicate a beautiful sher to the person who is above you right now :halo:
Re: ----> TimePass
hmmm
chalo daikhti hoon ager khail saki to :)
Re: ----> TimePass
dekho bhai.. aap loug kuch flooding kaY jarsoomaY pedaa karaiN apnaY ander;)
I can tell you we can win from Cafetrians
.. we got potenital you know ![]()
Re: ----> TimePass
meray ooper AQ hain :)
Pooch lo phool say kia kerti hai
Kabhi khushboo bhi wafa kerti hai
:D
Re: ----> TimePass
vaisay mujhay yay khailna bilkul nahi aata.... :(
Re: ----> TimePass
meray ooper AQ hain :)
Pooch lo phool say kia kerti hai Kabhi khushboo bhi wafa kerti hai
:D
ahaa... .reminds me of a parveen shakir's:
Woh tau khushbu hai, hawaaouN maiN bikhar jaaye gaa
Mas'ala tau phool kaa hai, phool kidhar jaaye gaa :)
Re: ----> TimePass
thanks shab auR ph keon nahi utha rehi :(
Re: ----> TimePass
:)
Shayad kabhi khaloos ko manzil na mil sakay
Wabasta hai mufad her dosti k sath
Re: ----> TimePass
^
Re: ----> TimePass
Main bd’dua to nahi day rahi hoon us ko
Dua yahi hai coconut ko tujh sa ab koi na milay
![]()
Re: ----> TimePass
iss jahaaN maiN kub kissi kaa dard apnaataY haiN loug
Rukh hawaa kaa dekh kar aksar badal jaataY haiN loug
![]()
Re: ----> TimePass
Saray rah kuch bhi kaha nahi kabhi us k gher main gaya nahi'n
main janam janam say us ka hoon usay aj tk yay pata nahi'n
:D
Re: ----> TimePass
Iss jahaaN maiN tau apnaa saayaa bhee
Roshni ho tau saath chaltaa hai :hinna:
Re: ----> TimePass
Bay sabab hi gila kia warna
Kon khud ko ghalat samjhta hai
:)