Re: ----> TimePass
kasay hain sub ![]()
Re: ----> TimePass
kasay hain sub ![]()
Re: ----> TimePass
whats the next line ?
Re: ----> TimePass
bohat he achay …aap kese hain ? ![]()
Re: ----> TimePass
Hum theek hain aap sunain ![]()
Kaya kahon aur kehnay ko kaya reh gaya
aatay aatay mera naam sa reh gaya
us kay honton pe kuch kanpta reh gaya
Re: ----> TimePass
bohat he achay ....aap kese hain ? :)
mai bhi bohaaaaaaaaat hi achi ho :D
Re: ----> TimePass
Hum theek hain aap sunain :)
Kaya kahon aur kehnay ko kaya reh gaya
aatay aatay mera naam sa reh gaya us kay honton pe kuch kanpta reh gaya
main nay bohat pehlay suni thee yeh ghazal .............2nd line yaad nahi aa rahe thee
Re: ----> TimePass
je je hum dono he bohat achay hain ![]()
Re: ----> TimePass
main nay bohat pehlay suni thee yeh ghazal .............2nd line yaad nahi aa rahe thee
hota hota hai iss umar main purani batain bhool jatin hain :D
Re: ----> TimePass
:halo:
Re: ----> TimePass
jee sahe farmaya …hum bachoo’n ko kya lagay aise baatoon say , hamaray to hasnay khailnay kay din hai na :fifa:
Re: ----> TimePass
![]()
Re: ----> TimePass
kis soch main gum hain ?
Re: ----> TimePass
kis soch main gum hain ?
soch raha hoon ke
Bachay hamaray ehd ke chalak ho gaye
:D
Re: ----> TimePass
soch raha hoon ke
Bachay hamaray ehd ke chalak ho gaye
:D
21st century hai bhai saab ......:D
Re: ----> TimePass
21st century hai bhai saab ......:D
aik ghazal suni thi us main shair tha
ae aane wali naslo raas aaye tum ko mausam ikiisween sadi ka
aajkal to kuch ziada hi raas aa gaya hai :D
Re: ----> TimePass
aik ghazal suni thi us main shair tha
ae aane wali naslo raas aaye tum ko mausam ikiisween sadi ka
aajkal to kuch ziada hi raas aa gaya hai :D
aap bhe shamil hain is ikiisween sadee main ..............:D
Re: ----> TimePass
aap bhe shamil hain is ikiisween sadee main ..............:D
ji ye bhi sahih hai :)
Re: ----> TimePass
:)
Re: ----> TimePass
hello
![]()
![]()
Re: ----> TimePass
![]()
![]()
homework ker ke aai ho ya nahin ![]()