----> TimePass

Re: ----> TimePass

meri apni khopRi ghaayab hoti jaa rahi hai

hum yeh kyaa sun rahain hain?
kahan vo gaaeb ho gayee?
kahan vo khopri challi gayee?
sabzi-bhaaji khaanay challee gayee
ya mohabbat k rah main kahin phans gayee?