----> TimePass

Re: ----> TimePass

hello shabbo :chai:

aik sher abhi abhi thoRI der pehlaY “bajang aamad” huvaa hai :halo:

meraY dil maiN millaY gham-e-hijraaN kee kasak shayad tum ko
jaan lo, hamsafar bun kar gham-e-dauraaN saY nibaTnaa ho gaa :chai: