----> TimePass

Re: ----> TimePass

Woh tou buhat dinon se hai, ab thorra aagay bhi barho.. :stuck_out_tongue:

Aap ne kaise sajana hai ?? ..2, 4 jhande lagaao.. acha sa BG lo, Quaid-e-Azam aur Allama Iqbal ko dhoondo.. hum ghareebon ko Jashn-e-azadi ki mubarakbaad do aur apni poetry chipkaao.. bass sajj gaii :snooty:

Ab na kehna k sajana nahin aata :mocking: