Re: ----> TimePass
aur uger in Arab loogoon ko bahut shook hay tu 10, 12 kg kajoorain bhi saath main, wo kiya hay k Ramzan a raha hay na, so in loogoon ko kaafi sawab ho ga iftar kuraany ka. bahi hum tu in ka aacha hi soochain gay na, Judge jo hovay :D
yaar wahaaN saY tau Aab-e-zamzam bhee aanaa chaahiye :)