Re: ----> TimePass
tharkan is like the female Flirt :D :D :D
ini dair badh reply kya mai pahlay hi parh rahi thi :D
i know one :D
Re: ----> TimePass
tharkan is like the female Flirt :D :D :D
ini dair badh reply kya mai pahlay hi parh rahi thi :D
i know one :D
Re: ----> TimePass
tell me who ![]()
Re: ----> TimePass
chlay ji mai sojaoo ab ![]()
sweet dreams to me :love:
good night ![]()
khuda hafiz ![]()
Re: ----> TimePass
main agaya.. :$ koi hai kaheen to sada karay.. :)
Re: ----> TimePass
Merey aziz hum-watoN...jaago ghaflat ki neend sey :D
Re: ----> TimePass
uTho meri duniya kaY ghareeboN ko jagaadau
Kaakh-e-Um’ara kaY dar-o-Deewaar hilaadau
Jiss khet saY dehQaan ko moyisser naheeN rozi
uss khet kaY har khosha-e-gandum ko jalaadau
![]()
Re: ----> TimePass
AssalamAlaikum!
Aik dafa aik aadmi aik qabr k paas sey guzra, to uss ney dekha k qabr k under aik murda Qura'an parh raha hai. Uss aadmi ney murdey sey poocha "Yeh kiya kar rahey ho?" Murdey ne jawaab diya "Qura'an Parh raha hon". Aadmi ney poocha "kitne arsey sey" Murdey ney jawaab diya "500 saal sey" Aadmi ney kaha "Subhanallah", Murdey ney kaha "Iss Subhanallah ka sawaab tu mujhe baksh dey" Aadmi ney kaha "kiyon ??" Murdey ney jawaab mein kaha " K mein jo qabr mein 500 saalon sey ibadat kar raha hon utni ibaadat ka sawaab tujhe sirf iss Subhaanallah ka mil gaya hai" Yaani Qabr ki 500 saal ki ibadat Dunya ka aik dafa Subhanallah kehney k brabar hai. MEri aap sab sey guzarish hai k jitna ho sake naikiyaan kartey rahein
Re: ----> TimePass
tehreem ghor say parhna tha woh admi nay JIN hoga jo murday say batain karha tha :D
Re: ----> TimePass
That's very nice. Just for my knowledge, what is the source of this information tahreem?
Re: ----> TimePass
yeh prem patar kabb tukk taiyaar ho jaaye gaa ![]()
Re: ----> TimePass
LOL
hogya hai parh lou ![]()
Re: ----> TimePass
mujhay bahut zor say chammo aa rahi hai… ![]()
Re: ----> TimePass
jano ko shaq tha ap larki hain ab yaqeen hojaye ga ![]()
chlay ajaye ladies kay group mai ap ![]()
Re: ----> TimePass
as long as I am surrounded by pretty ladies ![]()
![]()
waisay what is C C
?
Re: ----> TimePass
cute cato ====> ![]()
Re: ----> TimePass
^ wailay loK jano ko aur b bohat cheezon maiN shak hia sha sha shaboooo
Re: ----> TimePass
sachi to kub woh shaq mery say share karay gay
abhi call karo ? ![]()
Re: ----> TimePass
yehi pe kar daiti hia call keon waste karen ![]()
Re: ----> TimePass
chamoo ki aankh maiN kis ka nasha hai ![]()