----> TimePass

Re: ----> TimePass

dadi amaa ka pan tazaa hota hai n ghar k pan ka apna he maza hai dsoul bhai ;)

Re: ----> TimePass

HUM KYUN CHALAN US RAH PAR JIS RAH PAR SAB HI CHALAY KYUN NA CHUNEAN WOH RASTA JIS PAR NAHI KOI GAYA

daadi amaa ainak le jana nahi bholiye ga uss rah par

Re: ----> TimePass

bahi yeh dadi buhat khatarnaak dikhti hai
kahin zeher laga k dedya na pan to pharak k mar jaogay:D

Re: ----> TimePass

aray tum bachay kis liyey ho yaad dila dena na

Re: ----> TimePass

kyun g kya aap hamaray paan say hi dead huey ho
baray mashvaray detey ho kya chakkar hai ab loner itna bhi bacha nahi kuch din pehlay hi bus choosni peena choree hai aur kya :D

Re: ----> TimePass

woh ji mashwara dena to achi baat hai na

Re: ----> TimePass

kyun g chup kyun lag gai

Re: ----> TimePass

loner nay socha lonely rahna hi theek hai isi liyey ghayab :D

Re: ----> TimePass

kasam se yaar yeh daadi to hain par choti umar ki hain jab inhon ne chosni chori thi ussi waqt in ki shadi ho gai so now she is grandmother aur kham khwa raub jhaar rahi hain !

it seems romantic dsoul k inn k hath se in ka pan kha k aap dead huay hain thanks for mashwara i wont eat !

Re: ----> TimePass

app to waqi bht khatarnaak hain

Re: ----> TimePass

nahi mere czns jama huay huay hain sath m,ein unko bhi daikh raha hon !
aap boorhhi daadi ka khayal na hota to abhi unhhi k sath mazay kar raha hota

Re: ----> TimePass

@dsoul
aray aisay he hathi k daant dikhanay k aur aur khaanay k aur woh bhi boorhay hathi ki !

Re: ----> TimePass

sharmindagee chupanay ka sahee tareeka hai loner phir dil p lay gaey aray yeh dead soul ko hi khali bataya na choosni na kisi aur ko nahi bataean gay yeh so tum ro nahi

Re: ----> TimePass

ok g bye

Re: ----> TimePass

had hai iss mein sharmindagii ki kya bat hai aap ne nahi choosi thi kya ;)

Re: ----> TimePass

bhaag khud rahi hain ~ lol ~ zyada ho gayi shayad ! :hehe: hv fun in life tc bye shye

Re: ----> TimePass

k baba
peaceeeeeeeeeeeeeeeee:soldier:

ab larayi khaam
baqi kal continue karengay
k loner and bheegi
me off now
thx bye

Re: ----> TimePass

SajnoN tey mitro, hum zara aaraam farma rahey the. wo kya hey ke "tangdasti agar na ho Galib," to aaraam hazaar neymat hey" :D Ye naseehat meiN ney haal hi meiN kisi aur ko bhi ki thi, aap sab ko bhi karta hooN. Aur Qaed-e-Azam ney bhi yehi farmaya tha ke Aaraam aaraam aur bas aaraam, ye to pata nahi kis bhalaey-manus ney aaraam ko kaam banay dia :)

Re: ----> TimePass

aram farma rahay thay to yay aram main adhi raat ko khalal dal ker uthnay ki mehrbani kis khushi main ..... :P

Re: ----> TimePass

^ Ye acha sawaal kiya hey aap ney :clap: I am impressed. Future bright hey aap ka :k: