----> TimePass

Re: ----> TimePass

ok g its namaz time so i have to go
@loner ALLAH g say aap k bara honay ki dua karoon gee :p

Re: ----> TimePass

take care eve 1

Re: ----> TimePass

***bheeeeeeeeeeeeeeegiiiyaaaaaaaaaad ***:hugz:

Re: ----> TimePass

sorry, zara online busy ho gayee thi ;) kahan chali tu meri chhamakchhallo??

Re: ----> TimePass

thank u byaad jee :) bara ho k shadi bhi to karni hai ! agar koi na maani to kisi old larki se he kar longa woh bhi gs ki :p

Re: ----> TimePass

salam sub ko

Re: ----> TimePass

w.salam ! kya haal hain janan k aaj !

Re: ----> TimePass

haaal theek hai
chaaal kharab hai

Re: ----> TimePass

chala nu ki hoya??

Re: ----> TimePass

***Sid, u changed ur avtaar…reminds me of my first pm to u :blush: ***

Re: ----> TimePass

Merey aziz hum'watoN...kya haal hey? :D

Re: ----> TimePass

kuch log hain jin ki waja say yeh haal hai

Re: ----> TimePass

AMAAAAAAAAAAALLLLL :) W'SALAM. kaese ho aap?

Re: ----> TimePass

AMAL ye tusi ki kitta :(

Re: ----> TimePass

yeh bhi haal he poch rahay hain
ap kaha hotaqy hain amal sahab
inna acha dhaaga bana kar khud ghayab

Re: ----> TimePass

Itna barra to nahi hey mera naam....aap ney to isey chewing gum bana dala :D

Re: ----> TimePass

Ji bataiye kya kia meiN ney???? :(

hum ne kahaN jaana hey..."Ab yahaaN sey kahaaN jaaeiN hum..." ;)

Re: ----> TimePass

abhi dekhun chewing gum meetha hae a teekha :D

Re: ----> TimePass

yeh in khwa3 ki adat hoti hai

Re: ----> TimePass

aap ke avtaar ko kya huwa?? :(