Re: ----> TimePass
lolz ab mujhe kya pata kish ne likha hai meine toh sun ke likhi thi na
aik number tau poet ka naam maaloom naa honay ka kut gaya
aur 3 number shaair aur shaairi kay baaray main aap kay presentation kay kut gaye... 10 main say 4 tau yehi challay gaye.
next time, inn cheezon kaa khiyal rakhiye ga. You can win it too :)
PS: Don't ask me who am I?
PS 302: I am khudaai fojdaar on this website.