Re: Timepass / Uncle Ehsan’s Baithak - August 2012
sarsoN kaa saag to yahaN tun meN miltaa hai…banaa banaayaa jise log ghar pe laa kar taRkaa lagaa kar apne zaaiqe ke mutaabiq kar lete haiN…
sarsoN kaa season to april meN hotaa hai…holi ke zamaane meN tabhii to holi kaa naam phagwaa bhii hai ![]()