Timepass - September 2013

Re: Timepass - September 2013

teri bhi chup, meri bhi chup.. shareef log aa gae hain :wink:

Re: Timepass - September 2013

:wsalam:

Re: Timepass - September 2013

:jazak:

:bib:

Re: Timepass - September 2013

Kaun kaun hai ?

Mujhe neend aa rahi hai :(

Re: Timepass - September 2013

main main hoon.. baqi ka pata nahin

Re: Timepass - September 2013

baqiyon ko kahan bhagaya :emmy:

Re: Timepass - September 2013

Bhang pi ke so gaye :sleep:

Re: Timepass - September 2013

Ur research specimens :stuck_out_tongue:

Re: Timepass - September 2013

2000 kub hongey :emmy:

Re: Timepass - September 2013

pareshan raat sari hai.. sitara tum to so jao :yawn:

Re: Timepass - September 2013

maine aaj subh se boht research ki hai. Pakistani movie Hitlar se le kar, Abla naari ke atiyachar per.. Bhang per… Gujjaron per.. Gujjar Naale per.. ab :wave:

Re: Timepass - September 2013

:salam:

chhajjewaali ke liye:**

akele haiN, chale aao jahaN ho
kahaaN aawaaz deN tumko, kahaN ho!** :smiley:

Re: Timepass - September 2013

gujjer nala hy kia

abhi newsd dekhi pia flight
birmingham to islamabad
pilot tunn:omg:

Re: Timepass - September 2013

passenger bhii to TUN rahe hoNge? vilaayatii log jo the flight meN! :stuck_out_tongue:

Re: Timepass - September 2013

:emmy: ap kion raal tapka rhy hein :aj:

Re: Timepass - September 2013

maiN bhii to TUN honaa chaahtaa huN [chhajjewaali ke Gham meN]! :frowning:

Re: Timepass - September 2013

Gujjar naala ek naala hai.. baqi tafseelat ke liye Culture forum visit kejiye

Re: Timepass - September 2013

to ap b apni air line me travel ker len

:fatee: cock pit me sab chalta hy
vo ghareb to byre waqt me pakra gaya

Re: Timepass - September 2013

cockpit meN aur kia kia hotaa hai, zaraa khul ke bataaiye:

kia vahaN cock [murGhe] laRaaye jaate haiN? :smiley:

Re: Timepass - September 2013

pic post to ki thi