Re: Timepass - September 2013
KON SE WALA ![]()
Re: Timepass - September 2013
KON SE WALA ![]()
Re: Timepass - September 2013
ye bhi koi itni badi baat thi.. jo tasweer ke zaree’ye batai jati
Re: Timepass - September 2013
her roz chatri leke jana.. her roz gili kar ke aana ![]()
Re: Timepass - September 2013
oh shukran.. uss page se jaan chhooti ![]()
Re: Timepass - September 2013
![]()
shuker hy
aik bajy yahin raha karen ![]()
chatri tutune se page kharab ho gaya
Re: Timepass - September 2013
waise mosam kaisa hai bahar ka bhi aur ander ka bhi?
Re: Timepass - September 2013
bahar ka to batany ki koshish ki thi ![]()
aenda meri toba
Re: Timepass - September 2013
her image ko large nahin karte
kuch image Veena Malik ki tarah be-qaboo hojate hain
Re: Timepass - September 2013
mene to sirf copy paste kia tha
jo hua usy khod hua:bummer:
Re: Timepass - September 2013
jiia api ap kaisi hn. hubby kaisay hn. main kbi kbar ata hu idher ap ko messages b kiey thay kuch
Re: Timepass - September 2013
her image ko large nahin karte kuch image Veena Malik ki tarah be-qaboo hojate hain
veena malik ko riaz malik k hewaley kr do phir tamasha daikh paisa phaink......
Re: Timepass - September 2013
me theek hun
mujy hy mene answer kiay thy
apko email b send ki thi shyad ![]()
Re: Timepass - September 2013
veena malik ko riaz malik k hewaley kr do phir tamasha daikh paisa phaink......
behn ko bhai ke hawale hum kiyun karen?
Re: Timepass - September 2013
technical jiia… taraqi ki raa pe ghamzan
Re: Timepass - September 2013
Juma parh liya sub ne ?![]()
Re: Timepass - September 2013
aap ke haan to nahin huwa time abhi jume ka
Re: Timepass - September 2013
everyone…
aik zaruri ailaan, Talaash-e-Gumshuda… Hazrat Asif Poetry wali sarkar haaza GS Baby jis ko bhi mile itlaa kare ![]()
Re: Timepass - September 2013
baby ![]()
Re: Timepass - September 2013
![]()
Re: Timepass - September 2013
![]()