Re: Timepass - September 2013
ham har jagah aur har waqt paaye jaate haiN…jinnaatii asar hai mujh pe lol…
…jinnaat kaa tazkirah na hii ho to bahtar kiuN k yeh silsila shuru huaa to thamne kaa nahiiN phir! sunaa hogaa na k “chor, saaNp aur jinaat ke qisse ek baar shuru ho jaaye to phir nahiiN ruktaa!” ![]()