Timepass - September 2013

Re: Timepass - September 2013

nahin masjid walon ne ek purani de di thi… uss chapal ka aakhri tame chal raha hai :bummer: khair le gaya leke jane wala, shayad usse ziada zaroorat thi. Allah mubarak kare.. iss duniya man bhi aur aakhrat main bhi :stuck_out_tongue: