Timepass -September 2012

Re: Timepass -September 2012

3 SHEHER ORR BHI HEIN list me lakin me sirf 2 ka naam bata sakti hun :wub:

Re: Timepass -September 2012

:teary2:

Re: Timepass -September 2012

kia hua tomara shahr bhi befaiz logon ki list me hy

Re: Timepass -September 2012

nahi nahi Allah ka shuker hai wo ek acha admi hai:wub:

Re: Timepass -September 2012

mujhe wo ghazal ne udaas ker dia hai
kuch ishq tha kuch majboori thi jo maine jeewan war diya :teary2:

Re: Timepass -September 2012

kon hamrey JI JU :wub:

Re: Timepass -September 2012

aur kon acha admi hai?:bummer:

Re: Timepass -September 2012

me us se kaha kerti hun
TUM INSAN BOHAT ACHE HO SHOHAR AVHE NAHI :biggthumb:

Re: Timepass -September 2012

haan yeh bhi theek hai :snooty: perfect to koi bhi nahi hota her relation mai kch compromises karne parte hen :hoonh:

Re: Timepass -September 2012

kuch :(

Re: Timepass -September 2012

ok baba kch se ziada lekin dosri taraf ki suno to pata nahi unke zehn mai ideal wife ka kia image hoga jis mai se kitni chizen lack kerte honge hm :snooty:

Re: Timepass -September 2012

me usko kehti hn
TOMARY LIAY VOHI THEEK THI…PM :omg:

Re: Timepass -September 2012

:omg: bilkulllllllllllll theeek kaha wohi theek thi

Re: Timepass -September 2012

:salam: kaise haiN sabhii Haazireen e maHfil?

Re: Timepass -September 2012

:lifey: :omg: hame bhi chahiay :stuck_out_tongue:
bas ammi tarbiat :pullhair:

Re: Timepass -September 2012

:crying: bs kia karen wahin se kharabi hui hai :bummer:

Re: Timepass -September 2012

lakin me ne aik baat seekh li hy dunia me jisko pushto aati hy us se pinjabi bolo gey
to hi usy baat samj aae gi :5:

Re: Timepass -September 2012

or jisey dono na ati hon :crying:

Re: Timepass -September 2012

vo hari mirchen khae
AZMODA NUSKHA hy :omg:

Re: Timepass -September 2012

aazmoodah raa aazmoodan jehl ast!

[aazmaaye huye ko aazmaanaa jihaalat hai!
testing the tested is sheer ignorance!]

hai na? :slight_smile: