Re: Timepass -September 2012
achchhaa huaa k kuchh nahiiN chaahiye thaa…vaise, chacha lucky nahiiN haiN…sonaa bhii detaa to miTTii use ho jaanaa thaa…
…log is liye bhaag khaRe huye k shaayad unko pataa chal gayaa thaa k u idhar Drama DEKHNE nahiiN bal k Drama KARNE aaye the
![]()