Timepass -September 2012

Re: Timepass -September 2012

farmaayaa to aapne bhii bajaa hii hai par vo mard kia jo pattharoN ke oopar se chhalaang lagaane ke bajaaye usii patthar [boulder] ke peechhe chhup jaaye, daryaa ko rai’r kar paar karne ke bajaaye us meN Doob jaaye yaa phir pahaaR ko dekh kar uskii himmat past hne kii soorat men use ooNT na yaad aaye…ab ooNT par bhii to baiTh kar pahaaR tai kiyaa jaa saktaa ahi!!!

himmat e mardaaN
madad-e-aurtaaN! :slight_smile: