Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
kon si soondiyan american ya japani ?
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
kon si soondiyan american ya japani ?
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
page 8 pe salam karna mana hai?
haan mana hai
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
Aap nahin hain, teeli kiss koh nazar aati hai. ![]()
Aap ka kiya hai abhi udhaar maang lein gee. ![]()
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
to page 9 pe kar do ![]()
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
both din se udhaar nai maga…aj to mera haq banta hai ![]()
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
apko mein ne manah kia tha let kar nai baeth ke newspaper parha karain dekha eyes weak hoing ![]()
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
:salam2: ab khush ho jao
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
dil to pakistani tha un soondiyon ka ![]()
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
rona a raha hai bhai ![]()
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
![]()
khush raho jeetay raho
![]()
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
Pehla wapis karo. ![]()
14 saal kee Teeli koh dhoondtay dhoondtay aankhein toh weak hongee hee. ![]()
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
ap new dain ge to hi pehla wapis karon gi na ![]()
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
shukariya dadi jaan ![]()
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
Jee nahin pehla wapis karein warna aap kay fiance koh email bejh ker unn say maang loon ga. ![]()
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
![]()
baji se bhi kaam chal jata ![]()
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
24 saal me ye haal hai agey kia hoga uncle ![]()
![]()
![]()
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
maang len…main ne un se bhi itna udhaar le lia hai ke wo bhi ghareeb ho gaye ![]()
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
baji kehne se kiya 100 saal umar kam ho jani thi ![]()
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
becharra roz shaam Lahore kee galiyon mein MM kee tarah bhaan bhaan karta phirta hai. ![]()
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
nai lekin 99 saal ke ho kar 100 ki umar wali **Larki **ko dadi kehty ho. sharam nai aati ![]()